Age: 124
6630 days old here
Total Posts: 175
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aslamualkum it is true wasay islam mein koi zabardasti nahin kay kasi ko force kiya jay kay woh flan religion adopt karay ya banday per depend karta hai agar woh chahta hai to theek hai agar woh nahin chahta to na karay her ensan ka point of view hota hai koi kis cheeze ko kitna jaldi adopt karta hai it is so terrible condition Allah appni rahmat sab per karay ok Allah Hafiz
Age: 124
6630 days old here
Total Posts: 175
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aslamualkum to all kasoor becharay shopkeepers ka bhi nahin unhon bhi to razi roti kamani hoti hai Goverment bhi is ki responsible hai Goverment ko chayay kay wo awam ko ziyada say ziyada oppotunities day magar ulta mengahi bara rahainhian its not fair
Age: 124
6630 days old here
Total Posts: 175
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
urdu is our national language aur hum ko chahyay kay aapn language ka ziyada say ziyada use karain magar hum ko bohat saram aati hai koun aj kal english bolnay walon ko acha samaja ja ta hai aur jo urdu bolta hai us ko pendo kahtain hain ya galat baat hai for example china mein woh sirf aapni language mein hi tamam books pertain hain aur her jiga chinese language hi boli jati hai is liya wahan khushali hai agar humaray country mein sirf ek language ko preference di jay to hum bhi progress kar sakhtain hain na kay english aur urdu mix parain na to humaim urdu theek tarhan say aay gi aur nah hi english is liya humay khud hi aapni language ko national nahin international bana ho ga